kuch shabdo mein keh nahi sakta haal-e-dil kya hota hai
jab aap samane aati ho, bas dil se ek hi awaaz nikalti
hai aap se mohabat hai,mohabat hai , beinteha mohabat hai "
aaj tak haal-e-dil koi jubaan bol na paayi.... par aankhone apna dastur chhoda nahi hai.... jab jubaan lafj dhundane mein jut jaati hai..... tab aankhein baras jaati hai... aur haal-e-dil bayaan kar jaati hai.....
1 comment:
aaj tak haal-e-dil koi jubaan bol na paayi....
par aankhone apna dastur chhoda nahi hai....
jab jubaan lafj dhundane mein jut jaati hai.....
tab aankhein baras jaati hai...
aur haal-e-dil bayaan kar jaati hai.....
love you...
Post a Comment