aaj bhi dil ko gud guda jati hai
kale kale badalo k par jab bhi dekhta hoon
tumhare kano ki baliyan nazar aati hai.
jhumti gun gunnati purwai tumhare chehre pe
aate balo ki yaad taaza kar jati hai
sab khamoshi se kehte hai meri koi kahaani nahi hai
maine bhi dabi jubaan se kehta hoon
tumhara naam le kar meri kahaani
ki baat hi nirali hai.